5 Chezo Ki 5 Jagah Par Hifazat Karna 1. Mahefil Mein Zuban Ki . ♥ 2. Bazar Mein Aankh Ki . ♥ 3. Namaz Mein Dil Ki . ♥ 4. Dastarkhwan Mein Pait Ki . ♥ 5. Nigaah Mein Haya Ki ... ♥ . Hazrat ALI (RadiALLAHU Ta'ala Anhu)
Ap s.a.w.w jab is dunyan main ay tu apne Umat Ko Yaad Kiya Allah tala se milne gaye erash par tab bhe Umat ko Yaad kya Jab is dunya se parh da farmaya tu lahad-e-Mubarak main utara gaya tab AAP S.A.W.W ke lab mubarak hill rahe the kise sahabi ne kan lagay tu suna umat ka khayal
RASUL ALLAH Sallallah o Alayhi Wasllam Ki SUNNATE: 1 Logo Se Milte Waqt MUSKURANA 2 ANDHE Ko Rasta Dikhana 3 Raste Se PATTHAR Hatana 4 Jab Bimar Ko Milne Jaye To Use DUWA Ke Liye Kehna Kyun Ke Bimar Ki Duwa Farishto Ki Duwa Ki Tarah Hoti He 5 Allah Khush Rakhe Us Sakhsh Ko Jo Hadis Sune or Dusro Tak Puhnchaye Allah Hame In Bato Par Amal Karne Wala Banaye AAMIN SUMMA AAMIN
"GOOD MORNING" Kya Hai....? YEH ZAMANA-e-JAHALI YAT KA SALAAM HAI HAMARE PYAARE NABI{Sallalahu AlaihiWasallam} Ke PAAS 1 SHAKHS NE AA KAR KAHA : "Subha Bakhair" {GOOD MORNING} TO AAP (Sallalahu Alaihi Wasallam) NE FARMAYA, HAMARA SALAAM TUMHARE SALAAM SE BEHTAR HAI. Aur WOHI AHL-E-JANNAT KA SALAAM HAI... YANI "AS SALAMU ALAIKUM" {Seerat-un- Nabwia. 2/272}.
“.Muhabat.” or “.Moat.” dono bin bulae mehman hote hain, Kab aa jae koi nahi janta, lekin dono ka ik hi kaam hai ik “dil ” le jati hai to dusri “dharkan”